Post by Admin on Oct 10, 2017 9:37:42 GMT
Taweez Sharayet Wa Adaab:
aamaal nuqoosh istemaal karne ke liye mukhtalif aqsam ke aamaal nuqoosh ke liye khuwa likha ho ya na likha ho un sharayet par zaroor amal karna ho ga. agar un par amal na kya gaya to ho sakta hai ke amal ya naqsh apna assar na dukhaay aur kam na ho aik aeham bat Istikhara zaroor kya jaye, iss se pehlay hai Amal ke honay ya na honay ka pata lag jaye ga. Yaad rahay istikhara karna sunnat hai aur iss ka sahih aur kaamil tareeqa wohi hai jo hadees se sunnat se saabit hai.
Taweezat Likhnay Kay Asool:
Taweez likhnay se pehlay taaza ( fresh ) ghusal kya jaye warna wudu har hal mein lazim is soorat mein ho ga jab ke kisi aayat, asma ellahi, ya surah shareef ka baais aman sukoon aur kisi achay kam ke liye naqsh likha jaye ga. Jab tak aisa naqsh mukammal na kar liya jaye kisi se Kalam na kya jaye jab ke haath naqsh likhnay mein magan mein hon aur zuban par duroood Ibraheemi ka vird jari ho, pak noorani Rohani nuqoosh likhnay ke waqt koi aisi aurat pas na baithi ho jo ayyam haiz mein hon un aadab sharayet ka is soorat mein bhi khayaal rakhna ho ga jab koi pak ya naik amal bhi karna ho ga.
Jo aamaal naik nahi hon ge un mein agar parhaiz na ki jaye to bhi theek hai wagerna achay kam karne se Allah khush hota hai lekin amaliyat deen islam se bahar hain, iss liye sharaye tor par naik bad aamaal karne aisay he hain jaisay duniya mein badi aur achaai hai. Amal sirf amal hota hai aur usay karne wala sirf Amil ya iss amal ke zareya kamyaab honay wala shakhs khuwa iss ka talluq bad se ho ya naik se ajar saza azaab Allah hai deta hai iss liye nihayat dekh kar koi bhi kam kya jaye.
Taweezat Likhnay Ka Saheeh Tarika:
Jab ke nuqoosh urooj mah ki ( 15 ) tareekh tak likhnay chahiay khuwa hub ke mutaliq koi amal hai kyun na ho pِhr pehlay qalam haath mein pakdae aur kaghaz ko dahni rain ( right leg ) par rakhay koi meethi sheh mun mein zaroor rakhay. Bakhoor hub ka koyela par rakhay taa ke hub ka mutalliqa moakel, jin iss kam mein madad kere, taveez ko mushk zafran wa arq ghulaab se likhna chahiay aur agar amal karna ho to mehboob ka pehna huwa kaprra zaroor hona chahiye.
Agar mard aurat se dosti karna chahta hai to mard ka naam maa walidah aurat ke naam se pehlay likhna chahiay, taveez bemari ya sehar ke likhay tou apne aap ko nihayat duyavi gham fikar se alehdah rakh kar naqsh likha jaye. Apney maqsad ke ilawa koi doosri soch nahi aani chahay, agar adawat ke nuqoosh likhain tou pehlay kaghaz baen raan ( left leg ) par rakhna chahiay, pِhr qalam haath mein le kar koi tursh ya talkh cheez mun mein rakhni chahay aur naqsh ko kaali ya neeli seyahi mein sirka aur tail mila kar likhay aur heeng ko koyela par rakh kar is naqsh ko dhoni deeni chahiay.
iss naqsh ko zawaal mah qamri mein likhna ho ga taveez Judai ya adawat ka aurat ke mankooha ke liye na likhay jab tak sharaye zaroorat na ho agar taweez zuban bandi, khawab bandi ke likhnay hon to mun mein kaali mirch rakhay aur naqsh ko Shangraf aur kaali seyahi se likhay.
Safli Taweezat Likhnay Kay Asool:
safli aamaal musalmanoon ko parrhna baais zawaal imaan hai iss liye koshish yehi ki jani chahiye ke safli aamaal nuqoosh istemaal na kiye jaye. chunn ke yeh aik Rohani website hai iss mein alvi wa safli dono aamaal darj hon ge ab kon fard kis amal ko ziyada aehmiyat day kar naikian ya azaab jama karta hai, yeh uss insaan aur Allah ka muamila hai.
Amaliyat nuqoosh istemaal aur unhen khud –apne hathon se karne walay iss bat ko zaroor yaad rakhen ke iss website mein sab kuch hai darj hai lekin is mein se khud he dekhna ho ga aur faisla karna ho ga ke kon se aisay aamaal karen jis se Allah ki zaat ziyada khush ho, wagerna website mein jin hindu devtaon aur devion se kam leney ke nuskha jat darj hain.
iss ki misal aisay he samajh li jaye ke jaisay aik ghulam ko apne matehat rakh kr is se kam lainy hain na ke use apna aaqa bnaya gaya hai jis se koi musalman hindu daiwata ki pooja pat kere ya is ka dam bhary yeh sharaye tor par najaaiz hai bal’ke un devtaon se dunyavi kamon ko krwana chahiye aur sirf kam karne ki had tak un se talluq rakhna chahiay.
Types Of Taweezat:
1. AATISHI TAWEEZ:
chunn ke Kalam Allah ya aayat ya arabi Kalam kisi bhi sheh ko nahi jalaya jata balke “Fateela Jat” jinhein batiyan kehte hain jis ka talluq jadu tona se nijaat dilwanay ka hota hai. Unhen jala kar mareez ko dhoni day jati hai lekin baz arabi azeemat aisi zaroor hoti hain, jinhein aag ke neechay dafan kya jata hai taa ke musalsal hararat pahunchti rahay. iss ke liye yun karte hain ke taveez ke oopar neechay aik kori theekri rakh kar lohay ki taar lapat dete hain taa ke naqsh ko hararat ahthyat se pohanchay aur use aag ke neechay ya choleh waghairah mein itni daur dafan karte hain ke hararat pohnchy magar jalay na.
AAtishi Taweez ki batiyan banaye jati hain un ko chairag mein jalaya jata hai sa’add aamaal mein achi cheezon par likhte hain maslan kaghaz, bakri ka shana, hiran ki khhaal, looh cheeni, kori theekri, ghorray ki na’ al, aur chairag mein bhi khushbu’ dar tail daltay hain. Ya ghee se jalatay hain, dushman ko saza ya kisi ka ghar barbad karne ke liye yani nehas aamaal mein kuttay ki haddi, gadhay ki khhaal, kaghaz, purana raddi kaprra ghar se nahi letay bahar se para uthte hain, maindak ka chamra aur namak waghairah letay hain.
Yeh nuqoosh kafoor ya neele rang aur kaali seyahi se likhte hain aur aag ke pas rakhtay hain aur likhte waqt mun mein koi talkh sheh dalty hain, aur mun mashriq ki taraf karte hain, aur aik zaano bethty hain, aur koyelon ko surakh kar ke un ke pas baith kar likhte hain. taa’ke koyla ki aag khud ko lagti rahay agar aatishi nuqoosh ka chilla kar ke un ka amil bhi ban’na ho tab bhi koyela jala kar pas baith kar likhy jaty hain.
2. BAADI TAWEEZ:
Aise nuqoosh ka talluq phoolon se hota jis mein matloob ya kisi naraaz shakhs ko amadah karne ke liye phoolon par mutalliqa aayat ism ellahi ya jo koi bhi wazeefa ho parh kar mehboob ya matlooba afraad ko sirf songhaya jata hai. Ya Ittar khushbu par dam kar ke bhi سونگھایا ja sakta hai jis se maqsad mein kamyabi hoti hai. chunn ke iss ka talluq dam se ho ga aur dam jisam ke andar se niklee hawa ke zareya hota hai, baz auqaat agar nuqoosh, phool, itter ke ilawa kisi aur sheh se kam lena ho to woh phal halwa ya jo koi bhi meethi sheh ho is par dam kar ke matlooba fard ko khilaya jata hai.
Jis se maqsad mein kamyabi hoti hai agar koi kisi ko un cheezon mein se na khila sakay to kisi mein taqseem kar diya kere tab bhi assar hota hai, agar mehboob ya koi apna Aziz rishta’dar kahin daur chala gaya ho tab bhi wapas laane ke liye taweezat ko darakht ya ghar mein kisi onchi jagah latkaty hain. jis se use hwa lagti hai aur is mein assar peda hota hai, nehas aamaal aur baadi taweez ke zareya dushman ko maghloob ya use saza dainay ke liye kantay dar ya karrway phal ke darakht par latkaty hain aur naqsh ko dushman ke pehnay hue kaprry par likhna hota hai.
aur jis darakht par yeh naqsh latkaya jata hai yeh keekar ya neem ka darakht hona chahiay aur agar ho sakay to is darakht ke sath is naqsh ko latkanay se pehlay is ke andar chand kantay bhi daal day iss se assar ziyada hota hai, baadi silsilay se talluq rakhnay walay nuqoosh baz taveez haath par bhi likh kar dikhata hain. jis se mehboob mohabbat mein mubtala hota hai lekin yeh nuqoosh nahi hotay bil ke un ka talluq talismat se hota hai baz hub ke aamaal mein kuch aayat ya azeemat ko parh kar apne hathon par dam kar ke apne he mun par pher kar mehboob ke samnay jaya jata hai.
3. KHAKI TAWEEZ:
un nuqoosh ka talluq zameen se hota hai jis mein mukhtalif maqasid ki khatir nuqoosh ya koi amal kar ke dafan kiye jatay hain, maslan agar hub ka kam to naqsh ya koi amal waghiarah mehboob ke pehnay hue kaprray par tehreer kar ke usay mehboob ki guzar’gaah mein dafan karte hain. isi terhan agar koi dushman ho tou bhi isi ke kaprray par koi nehas amal kar ke usay ya to is ki guzar’gah ya qabrustan mein dafan kiye jatay hain.
jis se dushman ka khana tabah hota hai baz aamaal iss qisam ke bhi hotay hain jaisay koi shakhs kahin daur rehta ho aur usay wapas lana ho to qabrustan ki matti par koi azeemat ya surah parh kar dam kar ke usay qabrustan mein dafan karne se matlooba maqsad mein kamyabi haasil hoti hai.
baz martaba kisi mafroor ko wapas laane ke liye koi naqsh ya amal ko zameen mein dafnaty hain ya is ke opar koi wazni pathar rakh dete hain jis se door gaya hwa shakhs wapas aa jata hai, asal mein khaki taweez ka kam sirf nuqosh, aamaal nehas, aamaal sa’ad, ya jo kuch bhi ho usay zameen mei he dafan kiya jata hai. khuwa is ka talluq chorahay se he kyun na ho to yeh nuqoosh ya aamaal maqsad ke hisaab se likh kar zameen mein dabay jaty hain. un mein se baz aamaal aisy bhi hoty hain ke mehboob ya dushman ke sonay wali jagah ke neechy dafnany se matlooba maqsad mei kamyabi hoti hay.
is mein bhi saaye tareeqay se yeh samajh lena chahiay ke khaki taweez ya aamaal ko agar zameen mein dafan kiya jaye to assar zaroor waqea hota hai. Ya hub bughz, dushmani, adawat, mohabbat, narazgi door kar ke un mein sulah krwany ke liye aamaal ya nuqosh ko unki guzar’gah mei dafan kiya jaye to assar zaroor hota hai. un nuqoosh ya aamaal ko aisi jagah likhte hain jahan kamra khali ho hawa’dar ho, mun junoob ki janib ho aik zaano par baith kar likhte hain in qawayedpar amal karne se koi bhi naqsh ya amal khata nahi jata.
4. AABI TAWEEZ:
Yani pani ki madad se kisi bhi maqsad mein kamyabi dilwanay walay aamaal ya nuqoosh kaghaz par likh kar matloob ko pilate hain, ya kisi cheeni ki taash’ tari par likh kar pilate hain ya pani ke peyalay par dam kar ke pilate hain. ya nuqoosh pani ke kinare dafan karte hain, ya pani mein bahaye jatay hain, pani ke kinare dafan karne ka tareeqa yeh hai ke matti ki choti se bartan le kar is mein taveez rakh kar is ka mun mom se ya kisi aur tareeqa se achi terhan band kara dete hain taa ke pani andar na ja sakay.
Phir usay pani ke andar ya kinare par dafan karte hain taa ke nami pahunchti rahay. pani mein bahanay ka tareeqa yeh hota hai ke baans ki naali le kar is ke andar naqsh rakh kar mun par mom ya kisi tareeqay se datt laga kar achi terhan band kya jata hai, aur pani mein baha dete hain aur aisay taweezat kisi darya ya koaeen ya nadi mein dalty hain. aabi taweez kisi hoz ya darya ke kinare likhay jatay hain ya pani ka tasht pas rakhtay hain mun shumal ki taraf rakhtay hain.
jis se matlooba maqsad mein kamyabi zaroor millti hai baz auqaat hub ya dushmani ke maqsad mein mukhtalif aqsam ke nuqoosh ya mukhtalif azeemat ko parh kar pani par dam kar ke mehboob ya dushman ko pilaya jata hai. jis se maqsad mein kamyabi zaroor millti hai agar koi pani ko pila na sakay aur mizaaj mehboob ya dushman ka aabi ho aur un ko pani pilana na’mumkin ho to kisi naqsh ya amal ko kar ke darya ya nehar ke kinare iss tareeqay se dafan karte hain ke un par se sirf pani guzarta hai.
agar hub mein kamyabi haasil karni ho to darya ya nehar ke kinare naqsh ya amal ko dafan kya jaye aur agar dushman ko saza deeni ho ya is ka khana tabah karna ho to usay –apne ghar ke par’naalay jahan se barish ka pani guzar kar neechay aata hai wahan rakha jaye.